The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Talaq – Divorce (Urdu)

Q:

Assalam o alaikum janab! Sir mera masla ye hay ke may apni mangetar se phone par baat kar raha tha hamara abhi nikah nahi hay……baaton may may ne osey ghusey may kaha key agar shadi tak apne es mobile ko hath lagaya tu ap ko talaq hy…..sir abhi hamara nikah nahi howa hy kia agar an hamari nikah ho jaati hy aur rukhsati se pehly wo mobile use karey tu kia talaaq waaqegh hay?

A:

Wa alaukum salam

Shia mazhab ke mutabiq nikah ke liye zaruri hai ke sigha parha jaay aur talaq ke liye bhi sigha zaruri hai.
Ham jo rozmarra zindagi me gusse me bolte hain uski koi shar’ee haisiyat nahi hai.
Sukaina Taqavi.