The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Sisters share in inheritance

Q:

Virasat jo baap ki wafat k bad milti hy os ma sy sisters ko hissa milta hy. Aur ager mother k name bhi koi jaidaad hy kia wo bhi virasat ho gi aur sisters ko hissa dyna ho ga??

A:

Wa alaykum salam

Aapke sawal ke do hisse hain :

1- kya betiyon ko ya ko wirasat me hissa milta hai?
Ji milta hai.

۲۷۴0۔ اگر پہلے گروہ میں سے صرف ایک شخص متوفی کا وارث ہو مثلاً باپ یا ماں یا اکلوتا بیٹا یا اکلوتی بیٹی ہو ت ومتوفی کا مال اسے ملتا ہے اور اگر بیٹے اور بیٹیاں وارث ہوں تو مال کو یوں تقسیم کیا جاتا ہے کہ ہر بیٹا بیٹی سے دگنا حصہ پاتا ہے
Mazeed tawzeehat ke liye is link ko dekhein :Betiyon ka virasat

2-agar maa ke naam jaidaad hai to wo bhi wirasat me shamil hoga?
Maa ke marne ke baad wo warison me taqseem kiya jaasakta hai.Aur waarison me betiyan bhi shamil hain.

Sukaina Taqawi.