The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

I took some money from my deceased father,how do I repay now (URDU)

Q:

Mein ne apne baap se 50000 udhar liyay thay aksar unki zindagi mein leta kabhi wapas kar deta kabhi na de pata, ab mein kiya karoun.

A:

Wa alaykum salaam
Thank you for your question.

Meri samaj ke mutabiq aapke walid ka inteqal ho chuka hai.
Is surat me aapko chahiye ke jitne paise aapne waapis nahi kiye wo unke waarison me taqseem karein (Shariat ke mutabiq).

Regards
S.Taqawi.