The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Jadu ki haqiqat (URDU)

Q:

Assalam u alaikum.
Jaadu ki kya haqiqat hai aur agr kisi per koi jadu ho tou uss ka tor ya palat krny k liye quran o hadees ma kya amal ya wazaif hain???

A:

Wa alaykum salam

Jadu aur seher eik haqiqat hai aur bohot logon ki zindagi isse mutassir hoti hai .
Quran me bhi iska zikr hai.
Lihaza bohot zaruri hai ke Insaan apne Iman ko mazbut karey aur hamesha Khuda ko yaad rakhein aur zikr parhein.
Sura e naas ;falaq aur ayatul kursi parhne se insan inke sharr se mehfuz rahega.isi tarha sadqa dene se bala taljaati hai.
Mazeed maloomaat ke liye is link ko dekhein:
https://www.islamquest.net/ur/archive/question/fa677
کیا سحر کا مشاھده کرنا اور اس کے بارے میں مطالعھ کرنا حرام ھے۔ – جوابات کا خزانہ – کویسٹ اسلامی موضوعات کے بارے میں سوالات کا جواب دینے کا ایک مرکز ہو – islamquest.net
www.islamquest.net
اسلام میں سحر کا عمل ، سیکھنا ، سکھانا اور اس سے پیسھ کمانا، حرام قرار دیا گیا ھے ۔ لیکن اگر اس کا سیکھنا سحر کو باطل کرنے کیلئے ھو تو حرام نھیں ھے ۔ پس ساحروں کے عمل کو دیکھنا اور اس کا مشاھده کرنا اور اس کے بارے میں فلم …

Regards
Sukaina Taqawi.