The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

QASAM

Q:

Sir mera ek question hai.. kch arsa phle ki baat hai meri ek larky se baat cheet thi jo k mujhe ehsaas hua k ye sb ghlt hai to maine sb baat khtm krdi.. unhi dino ammi ko mere baare mn pta chla wo ghusse se mere paas aen aur un dino mn namaz nh prh skti th islie unho ne kaha door se quran pr hath rkho r jo pchhri hn sach btana… yeh k kia tmhri ksi larke se baat cheet h maine kaha nahi.. qk mn usse bt khtm krchuki th.. phr wo chli jaen pr maine socha k shyd mjhe phr bh pchli bt bata deni chahiye kahin ye jhooti gawahi mn na aye.. mne ammi ko dobara bulaya aur btadia k main ksi larke se bt krti th pr ab aisa kuch nh hai ab sb khtm. krdia maine… sir iske bd ammi ne kaha k bt to nh krti mne kaha nh.. phr mazeed unho ne pcha k kia tm usse mili ho ye woh tb maine ammi ko na kehdia qk mn bt khtm krna chahti th… sir mjhe bs ye pchna h apse k jb ammi ne mjje qasam di th to mjhe laga tha k bs qasam yehi h k btao bt krti ho ya nahi… baqi bten jo bd mn ammi ne pchi kia wo bh is qasam k zamrey mn ati hn ya wo neutral hain.. qk sir mne milne wle bt pr to ammi ko naa kehdia tha kia ye bh qasam k sth include hoga… main is silsile mn kafi pareshan hun qk meri intension blkl jhooti qasam. khaane ki nh th isilie mne ammi ko bd mn sb sach btadia tha k ALLAH naraz na houn… please mujhe guide kren JAZAKALLAH

A:
Wa alaykum salam
 
Hamare deen mey Qasam ki khaas sharaait hai,agar un sharaait ka lihaaz rakha jaay to us pe amal karna wajib hojaygaa.
Aur aapke masle me  un sharaait ka lihaaz nahi huwa hai.
 
Regards
Sukaina Taqawi.