The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Oath in Islam (urdu)

Q:

اسلام وعليكم

سر ميں  اس وقت سعودی عرب ميں هوں.ميں نے سعودی عرب آنے سےپہلے موبائل ميں سورة يسين پے هاتھ رکھ كر قسم كهائی تھی کہ

فلاں کام نهی کرو گا کے جب تک واپس پاكستان نہ آ جاؤں.ليكن اب ميں وه كام كرنا چاهتا هوں براۓ مہربانی ميری رہنمائی فرماںيں

A:

Wa alaykum Salam
Thank you for your question
Qasam ke sahih hone ki khaas sharait hain aur usme se eik shart ye hai ke qasam khaate waqt Allah ka naam lena zaruri hai, wo naam jo Allah ke liye makhsus hai. Aapke ye shart puri Nahi ki to qasam bhi sahih nahi.
Filhaal aap wo kaam karsaktey hain jo aap karna chahte hain lekin aaynda koshish Karein is tarha qasam na khaayn kyunke deen me pasandida amal Nahi hai.

Regards
S. Taqawi.