The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Nikah (Urdu)

Q:

AsSalamoalaikum! Me ek lrky ko psnd krti hn or hm shadi krna chahty hain laikin lrky k ghr waly razi nae hain abi. That guy wants to be in physical relationship with me but I dnt want it before nikah. He also wants to have nikah! Kia esa mumkin hai k abi parents ki mrzi k bgair nikah kr lia jaye or phr kch arsy bad dobara many ki koshish ki jaye agr wo man jaty hain to ek hi bndy c do bar nikah krna jaiz hai, means ek bar ghr walo ki mrzi k bgair or ek br unki mrzi c but with the same boy.

A:
Wa alaykum salam,
Larka apne parents ki ijazat ke begair nikah karsakta hai lekin larki ke liye zaruri hai ke wo nikah se pehle apne wali(walid ya dada) ki ijazat ley.
Husband wife hone ke liye eik bar nikah kafi hai,dusre nikah ki koi shar’ee haisiyat nahi hai lekin karsaktey hain.
Sukaina Taqavi.