The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Masoomeen sy direct dua karna (Urdu)

Q:

Assalamu Alaikum Maulana Sahab Mera aapse yah Sawal hai kya kya Insan direct Imam Ali Salam Ya Imam E Hussain alaihissalam se Agar Dua mangna Chahta Mang sakta hai misal ke tor Mera yah kam kar den main aapki manat magta ho wo pher kam karo ga.

A:

Wa alaikum salam
Thank you for your question.

Maoomeen a.s Allah ke khaas bandein hain. Lihaza agar Khuda ko unka wasta diya jaay to hamari dua jaldi qabul hogi.

Direct Masoomeen a.s se maangne me koi harj nahi hai LEKIN zehn me ye rahe ke asal Malik, dua ko sunne wala aur dene wala Khuda hai. Masoomeen a.s agar madad karte hain to Khuda ki ijazat se karte hain.

Nazar aur mannat sirf Khuda ke liye honi chahiye.

Regards
Sukaina Taqawi