The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Janabat

Q:

Plzzzzzzzzzz ans dijiay bhot confuse hun Agr husband k sath bethy ho aur wo srf touch kry aur aurat apny andr feeling na lay k namaz ka wkt hai ,, husband srf touch kry ya hug kr ly , biwi apni feeling rok k rkhy , is k bawajood agr biwi ko wet feeling ho mtlb k kuch discharge mehsooa ho to kya namaz prhny k liay ghusal wajab ho ga ya srf wuzu kr k namaz prhi ja skti hai ? Plz yh b btay k kya is halat me zuban sy koi surat ya ayat wgera prh skty hn ya is k liay b ghusal krna hoga

A:

Wa alaykum salam

Thank you for your question

Is tarha ki discharge se ghusl wajib nahi hoga.

Jab ghusl wajib nahi to Quran  ki tilawat aur dua bhi parhsaktei hain.

Ghusle janabat wajib hone ki surat me 7 ayat se ziyada parhna makruh hai aur wo ayatein jin ke liye sajda wajib hojata hai,unko parhna haram hai.

Mazeed ittilaat ke liye is site ko check karein :

 

https://www.sistani.org/urdu/book/61/3631/

Sukaina Taqavi