The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

is qurbani permissible inspite of loan pending (Urdu)

Q:

mery pas itni raqam mojod hay may apna janwar khared sakta hu, magar meny 3 year pehlay qarza lia tha jo me abhi tak ada nahi karsaka or denay waly nay bhi abhi tak manga nahi hay mujhsay, tw kia mujh pay qurbani jaaiz hay????

A:
Salaam Alaykum,
Agar aappar qurbani wajib hai to har haal me anjaam dena hai.agar mustahab hai to aap apne haalat dekhein,agar qurbani karne ke bad aapke paas paise jama hosakenge ke aap apna qarza ada karein to qurbani karsakte hain.
Ye faisla aapke apne upar hai lekin eik na eik din qarz ada karna hai.
Sukaina Taqavi