The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Is prophet Hazrat Mohammad (SAWW) are noor or bashar ??

Q:

Assalam o alaikum
Mera sawal ye h ka hmare aakhri nabi bashr thay ya noor ??
kia hmare nabi ka saya mubarak zameen par parta tha ??
kia hmare nabi ne kabi kisi ko bad dua di thi ??
kia ALLAH k neik banda jo iss dunya se parda farma gae hn un k waseela se dua mangna jaiz h ??

A:

Approval Requested – Is prophet Hazrat Mohammad (SAWW) are noor or bashar ??

From: Sukaina Taqavi
Sent: 23 May 2019 18:57
To: Ask An Alim Admin
Subject: Re: Your Assistance Requested – Is prophet Hazrat Mohammad (SAWW) are noor or bashar ??

Wa alaykum salam,
1-Hamare akhri nabi bashar hai kyunke:
-unko Khuda ne insaan ke liye namuna
amal banake bheja hai.insan ke role
model ke liye zaruri hai ke wo bhi
khud bhi insan ho.
-sura kahf ayat 110 me Khuda farmata
hai:
«قُلْ إِنَّما أَنَا بَشَر مِثْلُکُم
Kehdo(payambar) be shak me tum
logon ki tarha insaan hun.

2-hamare paas mutabar ahadith mawjud
nahi hai jo hame ye bataye ke unka
saya zameen par nahi parhtatha.
I’ve answered from this source:
http://www.islamquest.net/fa/archive/
question/fa4165

3-Hamare nabi ne un logon ko bad dua di
thi jinko Khuda ne bad dua di hai.

4- unke waseele se dua maang sakte
hain.

Regards
Sukaina Taqawi.