The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Imam e Zamana (ajf) ki nayabat me kia or kis tarha sadqa dety? (URDU)

Q:

Naya ghar bnany k liye Imam e Zamana (ajf) ki nayabat me kia or kis trh sadqa dety??? kia tareeqa-kar hai is chz ka??

A:

Wa alaykum salam

Tamam Imame Zamana (a.j) ke chahne walon ko chahiye ke har waqt unki salamati ke liye dua karein aur sadqa dein.
Jahan tak aapke sawal ka ta’lluq hai, hamare deen mey koi aisa hukm nahi aayaa.

Regards
Sukaina Taqawi