The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Family Issues/Sile Rahm(Urdu)

Q:

Agar 2 bhaiyo ki beta beti mein talaq ho jaye to kya un ki tamam aulaad ko apas mein khandaani rishte khatam kr dene chahiye k nai?

A:
Salam Alaykum,
Bilkul nahi khatam karna chahiye kyunke jo shaks qat’a rehm (talluq tordeta hai) karta hai wo us shaks ki tarha hai jo Khuda per iman nahi rakhta.
Sukaina Taqavi.