The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Counsel – Relation (Urdu)

Q:

Assalamualaikum. Sir man aik larki se piyar kerta hn. 3 sal se hamara talauq tha net per.wo musalman hoe.hum log turkey man mile.wo Germany se aye man korea se. Man ne us ko sacha piyar kia tha.3 January ko us ne taluq khatam ker dia .aur aik aur larka afghani refugee Germany man ,us ki trf dil pher lia. Sir ,mera sawal ye ha k kia kisi ko is trha bilawaja chor dena us ka dil tor dena jaiz ha? Kia us larki ko is bat ka ahsas ja saza khuda ki janib se hasil na ho ga? Man tot chuka hn jnb.man ne us ki khtir sab chor dia tha. Please jwb dain

A:
Waalykum salam 

 
Khuda wande Mutaal ka waada hain ke har kie ki sazaa ya jazaa insaan ko zarur milegi. 
Kya Apka Rishta Shariat ke mutabiq tha? Yaani app ek dusre ke saath Mahram the? Agar the, to usko baqaida talaq lena chahie aur idde me bethna chahiye. 
Agar Nahin, to phir Dhaat Muqaddas khuda na is rishte ko pehchanti hain wa ya na manti hain. Kyunke ye ek haram Rishta mana jata hain. 
 
Khuda wande mutaal binihayat apne bando ko chahta hain aur un se mohabbat karta hain. Agar aap Khuda wande mutaal ki taraf ruhjaan kare aur Isteghfar Kare, na sirf aapko sukun aur itminan milega, balke zindagi main aur opportunities dikhne lagenge 
 
Iltimase dua 
Naajiya.S.Jaffery