The World Federation One Stop Fiqh
Search
Menu

Ask an Alim

Accepting each other as spouse for a joke,does it mean that they have got married in the real sense.

Q:

Mera question ya tha k nabi pak (S. A. W) KE ak hadees mubarika hy k mzak m nikkah kro ya ksm khao ya talak do to wo such m ho jatii hy kya mzak m agr koi lrka lrki nikkah kr len unhy maloom na ho k is trha nikkah ho jata hy wo nikah ho jata hy? Or usi nikkah m agr wo intercourse (hambbisstri) na kren kya un pr lannat ati hy farishto ke trf sy? Rukhsari huy bagair nikkah m intercourse krna sahe hy?

A:

Wa alaykum salaam

Sawal ka shukriya.

Nikah,talaq,qasam aur is tarha ke aur kamon ke liye khaas sharait hai. Agar un sharait ko follow na kiya jaay to wo waaqey nahi hoga.
Un sharait me se eik shart ye hai ke insan us kaam ke liye serious aur jiddi irada karein.
Mazaq me kiye huwe kaamon ki koi sharee haisiyat nahi hai.

Regards
S Taqawi